How to earn and create BLOGS ?

How to earn and create BLOGS ?

How to earn and create BLOGS ?
How to earn and create BLOGS ?
STEP#1: SELECT A PERFECT NIECHE FOR YOUR BLOG.
Aap sahi mein ek blog/website shuru krna aur chalana chate hai to sabse phle apko apne blog ke lia sahi jagha chunna hoga. Ek jagha ka niche yaad rkhe. Jiske bare mei aap intrest rkhte hain.

That way you will follow your passion step and enjoy your blogging journey.


Ek aur baat yah hai ki aapko ek aisa nieche select krna padega jisme apki audience itrested ho.

Ek baar aap apna nieche select krlete hai, apki sucess ka lia apko 3 simple step confirm dunga.

3STEP BLOG SUCCESS VALIDATION PROCESS:
1. CHECK NICHE SIZE.
2.EXPLORE YOUR COMPETITORS.
3.ANALYZE MONETIZATION.

STEP#2: CHOOSE A BLOGGING PLATFORM.
Is stage, pr apko check krna hai top blogging platform aur yeah krna hoga ki aap kis type ke blog management software ka use krna hai mai apko suggest krta hui ki aap is guide me dikhay gay self-hosted ka use krke apna blog bna skte hai.
JAB FAMOUS BLOGGING WEBSITE KI BAAT ATI HAI TO APKE PASS FOLLOWING OPTION HAI :-
1. HOSTED BLOG SOLUTION (FREE OR PRIMIUM PLANS.)
2. SELF HOSTED BLOG SOLUTIONS (FREE OPEN SOURCE SOFTWARE)

STEP#3: choose a right DOMAIN name.
Apka domain name wo naam hoga jisse apko online bulaya jayga, isse koi fark nhi pdta ki aap kis nieche ko select krte ho. Baat t yeah hai ki internet pe apke blog ka unique address hoga. Apka domain tab tk apka rahega jn tk aap use jari karte rhynng aur uski annaul paying krte rhyng.

Apke visitor jo apko (/URL) ko jante hai , vo isse apne browser ke address asani se type kr skte hai, aur log apko google aur being jase search engines pr khoj ske, islia aapko ek unique name dhundna chaia…

STEP#4:GET A WEBHOSTING ACCOUNT.

.Ek DOMAIN naam choose krne ke bad ek reliable hosting service select kre.
.To great extent, functionality and performance of your website/blog.
.Yeah apki web hosting pr depend krega. Host sunishcit krta hai ki apki site 24/7 available hai aur yeah wo jgha hai jha apko content and files ko stored onlie krta hai.
.JAb apki unki service khrid te hai to kai hosting website apki 1 SAAL K LIA FREE DOMAIN AVAILABLE KRTA HAI.

STEP#5:SELECK A THEME AND DESIEGN FOR YOUR BLOG.
Phli chizz apko krni hai ki apko blog ka ek LAYOUT & DESIEGN chaia.
WORDPRESS ki ek Exciting aur fairly theme install aur setting kre.

Yeah process wordpress dashboard ke andar APPEREANCE tab, click THEMES click kre wha kuch popular theme ke option ayng . Blog tool, publishing platform CMS_WORDPRESS theme button per click kr skte hai aur FREE themes searck kr skte hai.
“WORDPRESS.ORG PR 3K se jada themes available hai”.

STEP#6: HOW TO MAKE QUALITY CONTENT.
Apne ek domain established krlia hai, Apni Blog Hosting site leli, Apnee blog k bare me sab kuch set krlia hai, Apka main FRAMEWORK object pura hogya hai. Lekin apki asli main problem yeah hai ki Blog POST Kaise bnay aur apko yeah sikhna hai ki FREINDLY SEO CONTENT kaise likhi jati hai. Blogging ke duniya me, apke through share ki gayi useful information, readers k lia use content bolte hai.
3STEP FOR QUALTIY CONTENT.

1.POINT- Apna main Idea aur point btaye jise aap cover kr rhe hai.
2.PROVE- Aap jis idea ko cover kr rhe hai uska example de.
3.PERFORM- Idea kop execute krne ka ek asan tarika de.

STEP#7: MAKE MONEY ONLINE FROM BLOGGING.

Now focus on the main point,
Aap apna khud ka blog bna skte hai aur ek baat hamesha yaad rkhe ki COPY-RIGHTCONTENT se dur rhe !
Dusre blogger se inspiration le lkin dusre ka content na churai, Aap bhi apply kr skte hai aur GOOGLE ADSENSE BLOGGING me 2nd major Income ka source hai.
Media net aur kai other ads network apke blog pe ad dalne aur aone traffic ko monotize kr skte haiaur online earning 2022me kr skte hai, 3-4 mhine ka wait n kre jab tk apni site pr visitor ka volume 1000 se adhik m hojay . Yes apki target auidience tk phuchte hi earning shuru ho jygi.

3 thoughts on “How to earn and create BLOGS ?”

  1. Pingback: Shlok MUkhrjee, "DOODLE 4 GOOGLE"

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top