Kantara Ott Release date announcement/em>
Kantara film Ott Platform AMAZON pr 25 november ko release hone o aei hai.
kantara film in hindi dubbed jald hi fano k beech me announced ki jygi.
Kantara IMBD rating 10 me se 9 hai.
Kantara collection :- 16 crore ki budget me bani hui is film ne 400 crore world wide collection ki hai.
Kantara now availabe on Amazon prime.
Kantara Film controvery
Kannada film Kantara ne 30 september ko release hone baad box Office per blockbuster pardashan kia tha.
Jabki sakaartmak bayyan bajee ke karan film jaldi hi ek blockbuster ban gai, lakin kerala based Rockband , Thaikkudam Bridge, ke maker pr aarop lgaane ke baad controversy me aa gyi. Unke gane NAVARASAM ki copy krne ki aur unke khilaaf kanooni karwayi ki.
Kantara OTT Release
Rishi shetty ki blockbuster movie ‘Kantara’ OTT pr release ho chuki hai. ise Kannada, Tamil, Telgu, aur Malyalam Language me Amazon prime video pr stream kia gya hai. Kantara movie !6 crore ke budget me bani hui movie hai jiska world wide collection 400 crore+ kia hai, is movie ki Imbd rating total 9 me se 10 hai.
Kantara movie hindi Language me Movie theater me to release ho chuki lakin iski ott release hindi language me ott pr fans bhot besabri se intazar kr rhe hai. jankari ke mutabik, Maker se Kantara Movie ko HIndi Language me amzon prime ke bajay Netflix ko becha hai.
Kantara adds on this list!
‘Kantara’ in kannada filmo ki list me add hogi hai, jiski kai OTT release hai. Isse phle 777Charlie ke kannada version amazon prime video pr voot select pr release kia gya tha, lakin baki ke version amazon prime pr release hua the.
Kantara Collection
‘Kantara’ film theaters me 30 september 2022 ko release hui thi. phle is movie ko other language me dubbed kerke OTT pr release krne ki planning thi. lakin is movie ke traile ki wjh se iski popularity asman chu rhi thi. ise dekhte hua is movie ko theaters me release kia gya. do hafte me hi hindi, tamil, telgu, aur malyalam version aa gy the. film ne hindi dubbed ko milakr 100 crore aur worldwide 400 crore ka collection kia tha.
Kantara movie Explain
To film ki khani 1847 me shuru hoti hai, bataya jata hai ki us me dakshin kannada me ek raja the, jinka samrajy bhot bdatha unki biwi bache the, unki praja unhe bhot samman deti thi lkin itna sb hne ke bawajud raja ko santhusti nhi thi, unka man bhatka rhta th unhe neend nhi ati thi.Is aatmik shanti ki khoj me raja kai mandir gy, bhot hi sadhuo se mile lkin unhe koi vhi fayda nhi mila.
lkin ek pandit raja ko btate hai ki akele ek safar pr jana hoga jha wo asi ek shakti ko khojenge jise unhe shanti mil ske ase me raja akele safar pr nikal te hai lkin kisi bhi mandir ya guru ka pass unhe shanti nhi milti. wo jungle mai jate hai aur wha unhe gaggar ki awaj sunai deti hai, raja us awaj se darte nhi balki wo yh soch te hai ki wo awaj unhe pyr se bula rhi hai. wo uske piche piche chlne lgte hai aur age chl ke unhe wha ek patthar dikhta hai jisk samne raja apne shastre daal dete hai .
is process me raja ko aatmik shanti mil jati hai aur wo is patthar ko apne sath le jana chte hai . lkin wha gao ke log ate hai aur wo raja se khte hai jo chate hai wo lejaia lkin aap hmare devapanjudli nhi le ja skte tbhi achanak gao walo me ek insan ke andar deva khud ajate hai aur wo raja se khte hai agar tum mjhe apne sath le jauge to in gaon walo ki raksha kon krega aur tum chate ho ki mai tmhare sath auu to gao walo ko wha tk jammen dena hoga jha tk mri cheekh sunai de badle me mai tmhre sath aunga jisse tmhri aatmik shanti barkraar rhegi aur mre sth gunhega bhi ayng lkn dhyn rkhna agr tum kuch glti krte ho to mai to shyd tmhe maaf krdu lekin gunhia tmhe maaf nhi krega.
yeah sb sun ke raja maan jate hai aur wo devo ko apne sath le jaa ke isthapit krdete hai whi gaon walo ko kaafi sare zameen miljata hai tbse raja ek sukhi sampan jeevan jeete hai.
Tabhi wha se khani 1970 me aati hai, usi gao me ek bhutagola hora hota jha shiva namak bacche ki pitha perform kr rhe hte hai. kulha ke doran dekhte hai ki us raja k vansh wo gao wale se zameen wapas lene k firak m hota hai, khta hai ki wo court ja kr sara zameen apne naam kralega. is beech shiva ke father me deva ate hai aur wo khata hai ki tumhre vansh ki shanti ke lia zameen gaon walo ko dia tha…
PART 2 soon-Digitaldmarc
Pingback: Pathan Movie Controversy & watch the trailer out now